Posts Tagged ‘Dua SMS Shayari’




04
Mar

Dua Shair o Shayari SMS

Posted by admin

Ye Rub Usay Sada Lazawal Rakhna
Main Rahon Na Rahon Mola Us Ka Khayal Rakhna
Mere Hisey Ki Khushian Usay De Dena
Us Ke Sir Pe Hamesha Rehmatoon Ka Taaj Rakhna

04
Mar

Dua Shayari SMS in Hindi

Posted by admin

Teri Rooh Ki Tishangi Seraab Ho Jai
Teri Zaat Ka Mehwar Mehtaab Ho Jai
Jin Par Barasti Hain Khuda Ki Khas Rahmatein
Un Hastiun Main Tera Bhe Intikhab Ho Jai

02
Dec

Dua Shayari SMS

Posted by Sana

Wo Jo Milta Hy To Har Dard Bhula Deta Hy
Jany Kia Bat Hai Dil Usko Dua Deta Hy
Wo Muje Pyar Se Roty Me Hansany Wala
Yaad Ata Hy To Hansty Me Rula Deta Hy

29
May

Meri Dua Amanat Rakhna

Posted by admin

Ae Rab Apnay Pas Meri Dua Amanat Rakhna
Rehti Duniya Tuk Us Ko Salamat Rakhna
Meri Ankhon K Sary Deep Bujha Dena
Per Us Ki Ankhon K Sary Khuwab Salamat Rakhna

28
May

Urdu Shayari – Dua Krte Krte

Posted by Users Poetry

Mai Kis Qadar Roya Tha Dua Krte Krte
Mai Kis Liye Roye Tha Dua Krte Krte

Mai Kai Magon Apne Liye Khuda Se
Mai Kyoun Bechiin Tha Dua Krte Krte

Aakhar Mai Tuji Ko Mang Liya Rab Se
Faqak Tera Hi Nam Nikla Tha Dua Krte Krte