04
Dec

Dukh Toh Hota Hay

Koi Rishtaa Toot Jaaye Dukh Toh Hota Hay
Apney Ho Jaayein Paraye Dukh Toh Hota Hai

Hum Marjaayein Ehd-E-Wafa Nibhaate Nibhate
Aur Unko Yakeen Na Aaye Dukh Toh Hai

Maana Hum Nhn Pyaar Ke Qaabil Magar
Iss Tarah Koi Thukraaye Dukh Toh Hota Hai

Jis Ki Khaatir Sajaayi Hum Ne Yeh Mehfil
Wohi Iss Mein Na Aaye Dukh Toh Hota Hai

Similar Posts: