Dua Shair o Shayari SMS
Posted by adminYe Rub Usay Sada Lazawal Rakhna
Main Rahon Na Rahon Mola Us Ka Khayal Rakhna
Mere Hisey Ki Khushian Usay De Dena
Us Ke Sir Pe Hamesha Rehmatoon Ka Taaj Rakhna
Ye Rub Usay Sada Lazawal Rakhna
Main Rahon Na Rahon Mola Us Ka Khayal Rakhna
Mere Hisey Ki Khushian Usay De Dena
Us Ke Sir Pe Hamesha Rehmatoon Ka Taaj Rakhna
Tere Chehre Ki Chamak Sada Bani Rahe
Hansi In Labon Pe Hamesha Saji Rahe
Khuda Dor Rakhe Sare Ghamo Se Tujhe
Khushi Tere Daman Mai Sada Bhari Rahe
Ghum Se Raho Door Jaise Chamakta Sitara Ho
Pyar K Samandar Ka Tum B 1 Kinara Ho
Kabhi Bhol Se Jo Tapke Tumhari Ankh Se Moti
Thame Usey Wo Jo Tumhe Sabse Pyara Ho
Teri Rooh Ki Tishangi Seraab Ho Jai
Teri Zaat Ka Mehwar Mehtaab Ho Jai
Jin Par Barasti Hain Khuda Ki Khas Rahmatein
Un Hastiun Main Tera Bhe Intikhab Ho Jai
Dil K Labon Pay Aik Dua Rehti Hai,
Har Ghari Mujhey Aap Ki Parwah Rehti Hai,
Khuda Har Sukh Zindagi Ka Kare Atta Aap Ko,
Har Dua Main Meri Yeh Iltija Rehti Hai,